@@@...KHABISO KE AITRAZAT AUR UNKE JAWABAAT...@@@
🌿🌿🌿🌿 🌿🌿🌿🌿
1: BHARDO JHOLI MERI
YA MOHAMMAD ﷺ
JAWAB.:
1)aur jo kuch tumhe rasool ﷺ ata farmayeń wo lo {Surah Al Hashr,Ayt 7}
2)aur inhe kya bura laga yahi na ke allah aur uske rasool
ﷺ ne inhe apne fazl se gani kar diya {Surah Tauba,Ayt74}
3)hazrat-e-abuhuraira raziallahu ta'ala anho farmate haiń mai ne rasool allah ﷺ ki khidmat me arz
kiya ke:" mai aapse bahot saari hadiseń sunta huń lekin bhool jata huń"
Aap ﷺ ne farmaya:"apni chadar failao".Maine apni chadar bichadi.Aap ﷺ ne dono hatho se lip
bana kar chadar me kuch daal diya aur farmaya:"isko lapet lo".Maine chadar ko lapet liya aur uske baad mai kabhi koi baat na bhoola. {Sahih Al Bukhari, Jild 1, Baab
Hifz Ul Ilm,Page 22}
Dekhiye logo hazrat-e-abu huraira raziallahu anho ka bhi yahi aqida tha ke bhar do jholi meri ya mohammad ﷺ .Us waqt kisi sahaba ne ye na kaha ke
aye abu huraira ye shirk hai.allah se mango mohammad ﷺ se kyu mang rahe ho...q ke mere sahaba ka bhi ye aqida tha ke:
NABI ﷺ MUKHTAR E KUL HAIŃ..
JIS KO JO CHAHEŃ ATA
KARDEŃ...
4)hazrat e abu huraira raziallahu anho se marvi hai ke rasool allah ﷺ ne irshad farmaya:"yaqeen jaan lo ke saari zameen ke malik allah jall e
jalalah wa rasool ﷺ haiń. {Sahih Al Bukhari,Jild 1,Baab Ikhrajul Yahood Min Jazirat Ul Arab,Page 449}
5)hazrat sayyadna umar farooq raziallahu anho se marvi
hai ke rasool allah ﷺ ne irshad farmaya jiska koi muhafiz o nigahbaan na ho allah wa rasool uske muhafiz wa bigahbaan haiń. {1-Tirmizi Sharif,Jild 2,Page 31....
2-Ibn
E Maja, Jild 2, Page 201}
🌿🌿🌿🌿 🌿🌿🌿🌿
2:SHAH-E-MADINA SAARE NABI TERE DAR KE SAWALI
JAWAB.:
1)aur yaad karo jab allah ne paigambaro se unka ahed liya
{Surah Aale Imraan,Aayat81}
2)nabi e paak ﷺ ne farmaya:"allah deta hai aur mai taqseem karta hu" {Sahih Bukhari,Jild1,Page16}
3)rasool allah ﷺ ne
irshad farmaya:"mai bantne wala hu ,mai khazanchi hu aur allah ata farmane wala {Sahih Al Bukhari,Jild 1,Kitabul Jihaad,Page 439}
4)hazrat abdullah bin atiq
raziallahu anho farmate haiń ke fir maine rasool allah ﷺ se( abu rafaye yahoodi ko qatl karne aur pair tootne) ka qissa bayan kiya to huzoor ﷺ ne irshad farmaya
"apna toota hua pair bichao".Huzoor ﷺ ne ispar hath phera to oh jaisa pahle tha bilkul waisa hi ho gaya jaise is me kabhi kuch kami aayi hi na thi. {1-Sahih Al
Bukhari, Jild 2,Babe Qatl E Abi Rafaye,Page 577...
2-Mishkat Sharif,Page 532}
Wahabio ab lagao fatwa shirk ka hazrat abdullah bin atik par...
Tumhare aqide se ye shirk
hua na????
🌿🌿🌿🌿 🌿🌿🌿🌿
3:JO MANG DAR-E-MUSTAFA SE MANG
JAWAB.:
1)
.
} وَمَآ أَرْسَلْنَا مِن رَّسُولٍ إِلاَّ لِيُطَاعَ بِإِذْنِ ٱللَّهِ وَلَوْ أَنَّهُمْ إِذ ظَّلَمُوۤاْ أَنْفُسَهُمْ جَآءُوكَ فَٱسْتَغْفَرُوا ْ ٱللَّهَ وَٱسْتَغْفَرَ لَهُمُ ٱلرَّسُولُ لَوَجَدُواْ ٱللَّهَ تَوَّاباً رَّحِيماً
{
.
(Sura E Nisa, Ayat 64)
.
Tarjuma,
.
Aur Hamne Rasool Na Bheja, Magar Isliye Ki ALLAH Ke Hukm Se Uski Ita'at ki Jaye, Aur Aye Mehbuoob, Jab Ye Log Apni Jaano Par
Zulmkaren (Gunah Karen) To Pehle Apke Paas Hazir Ho, Fir Apne Rab Se Maghfirat Chahen, Fir Jab Rasool Bhi Inke Liye Maghfirat Chahen, Tab Ye Apne Rab Ko Bada Maaf
Karne Wala Payenge.
.
.
Is Aayat Ke Tehet Imam Qurtubi Rahematullahi Alayhi Likhte Hain,
.
Imam Sadiq RaziALLAHU Anhu Farmate Hain Ki Hazarat Ali RaziALLAHU Anhi Ne
Farmaya,
.
Nabi (SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM) Ke Wisal Ke 3 Din Ke Bad, Ek Dehati Aaya, Aur Nabi (SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM) Ke Rauze Par Ja Gira, Rauze Ki Kuch Mitti
Uthai, Aur Apne Sar Pe Mal Liya, Aur Kaha,
.
YA RASOOLALLAH,
.
Aapne Farmaya Tha Aur Humne Suna Tha ki ALLAH TA'ALA Ne Apse Farmaya Ki,
.
'Aur Jab Ye Log Apni Jaan Par Zulm
Karen, To Pehle Aye Mehboob, Pehle Ye Tumhare Paas Ayen, Aur Fir Apne Rab Se Maghfirat Talab Karen,
.
Aur Fir jab Aap Bhi Inke Liye Maafi Chahen, Tab Ye Apne Rab Ko Bada
Maaf Karne Wala Payenge.'
.
Aur Mai Unme Se Ek Hu, Maine Apni Jaan Par Zulm Kiya, To Mai Apke Paas Aaya Hu, Taki Aap Mere Liye Maghfirat Ki Dua Kijiye,
.
Iske Baad Rauza E
Rasool (SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM) Se Ye Aawaz Aayi 'Jaao, Beshak Tumhari Maghfirat Kar Di Gayi.'
.
[Tafsir Al Qurtubi, Al Jami li Ahkam Al Quran Volume 006, Page No.
439, Under The Verse, 4:64]
Zara Ghaur Famaiye, Is Riwayat Se 4 Baate Waazeh Hoti Hain,
.
.
1) Nabi (SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM) Ke Wisal Ke Baad Us Shaks Ne Pukara,
.
''YA
RASOOLALLAH'
.
Tab Sahaba Ne Shirk Ka Fatwa Kyu Nahi Lagaya????
.
Iska Matlab Wisal Ke Baad Bhi ''YA RASOOLALLAH'' Kehna Jayez Hai.
.
.
2) RasoolALLAH (SALLALLAHU ALAYHI
WASALLAM) Apne Wisal Ke Baad Bhi Hamari Pukar Ko Sunte Hain, Aur Agar Aapki Marzi Ho, To Jawab Bhi Dete Hain,
Tabhi To Us Dehati Ko Uski Maghfiart Ki Basharat, Qabr E
Anwar Se Mili..
.
.
3) Qabr Pe Jaakar, Waseela Lena, Aur Unse Kehna Ki ''Aap Hamare Liye ALLAH Se Dua Kijiye'' Aur ALLAH Ki Bargah Me Isteghasa Pesh Karna Bhi Jaez Hai.
.
4) Aur Is Ayat Ke Tehet Ye Bhi Waazeh Ho Gaya Ki RasoolALLAH (SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM) Chahne Se Bando Ko Maghfirat Mil Jati Hai.
.
Kyunki
.
ALLAH Ne Khud Farma Diya Ki
"Aye Mehoob, Jab Aap Bhi Inke Liye Maghfirat Chahen, Tab Ye Apne Rab Ko Bada Maaf Karne Wala Payenge'
2) rasool allah ﷺ ne irshad farmaya:"mai bantne wala hu
,mai khazanchi hu aur allah ata farmane wala {Sahih Al Bukhari,Jild 1,Kitabul Jihaad,Page 439}
3) aqba bin aamir raziallahu anho se marwi hai ke rasool allah
ﷺ ne irshad farmaya:"mai apne hauz ko is waqt dekh raha huń aur mujhko tamam rooy-e-zameen ke khazaano ki kunjiyań dedi gayi haiń" {1-Sahih Al Bukhari,Jild 1, Babus-
Salat-Alas-Shahid, Page 179...
2-Muslim Sharif, Jild 2, Bab Asbat Ul Hauz, Page 250}
4)Hazrat e rabiya bin kaab aslami raziallahu anho kahte haiń ke mai raat ko
huzoor ﷺ ki khidmat me rahta tha.Mai huzoor ﷺ ko wazu ke liye paani aur digar samaan-e-zarurat pesh karta to huzoor ﷺ ne farmaya "JO CHAHO MANG LO".Maine arz kiya
"HUZOOR JANNAT MANGTA HU AUR USME AAPKA SATH". Huzoor ﷺ ne farmaya "ISKE ALAWA AUR BHI KUCH MANGNA HAI???". Maine arz kiya "huzoor yahi chahiye".farmaya"zyada sajdo
se apne nafs ki islaah karke meri muawinat(himayat) karo". {1-Sahih Muslim ,Jild 1,Baab Fazl Ul Sujood,Page 83...
2-Mishkat Sharif,Baabus Sujood Wa Fazla, Page 84}
Subhanallah dekhiye sahabi e rasool ﷺ hazrat rabiya aslami raziallahu anho ka bhi yahi aqida hai ke JO MAANG DARE MUSTAFA SE MANG...
aur is hadees se ye bhi pata chala
ke mere aaqa ﷺ sirf duniyavi ikhtiyaar hi nahi balke jannat aur dozakh ka bhi ikhtiyaar rakhte haiñ...
Isi liye mere rahbar hum sunnio ke ameer hum sunnio ke dil ki
dhadkan SARKAAR TAJUS SHARIYA ALLAMA AKHTAR RAZA KHAN AZHARI MIYAN damat barkathum kya khoob farmate haiń:
JAHAŃ BAANI ATA KARDEŃ,BHARI JANNAT ATA KARDEŃ...
NABI ﷺ
MUKHTAR-E-KUL HAIN JIS KO JO CHAHEŃ ATA KARDEŃ...
🌿🌿🌿🌿 🌿🌿🌿🌿
4:MAULA ALI MERI KASHTI PAAR LAGA DENA
JAWAB.:
1) :"beshak tumhara madadgaar allah
hai,aur uska rasool aur momineen(nek momineen yaani auliya-e-kiraam) haiń"...(Surah Almaida,ayt:55)
2)beshak allah unka madadgaar hai aur jibraiel aur nek
momineen(auliya-e-kiraam) madadgaar haiń. {Surah tahrim,ayat 4}
Kya hazrat-e-ali nek momineen se nahi..are unka sadka mil jaye jo jahan bhar nek ban jayeń.
4)nabi-e-paak ﷺ ne farmaya:"beshak ali mujh se haiń aur mai ali se huń aur ali har momin ke madadgaar haiń mere baad" {Tirmizi Sharif,Jild 2,Page 212}
Mere kareem aaqa
ﷺ ne farma diya ke ali har momin ka madadgaar.Goya ke jo momin hoga hazrat e ali raziallahu anho zaroor uski madad farmayenge..aur waise bhi farman e khudawandi hai
ke momin ke madadgaar bahot hain.isi liye to hum sunni momin auliya ke dar pe jaate hain q ke hamare madadgaar to bahot hai jaise Gaus E Paak Sarkaar,Khwaja Garib
Nawaz Sarkaar,Khwaja Banda Nawaz Sarkaar,Makhdoom E Simnaani,Shah E Alam Shah,Khwaja Nizamuddin Auliya,Sultaan E Baahoo,Sarkaar Laal Shahbaaz Qalandar,Mirań Ali
Datar,Data GanjBakhsh Lahauri Aur bahot saare auliya saare alhamdulillah momin ke madadgaar hain farman e khuda ke mutabiq...
Ab zara unki baat bhi to ho jaaye jinka
koi madadgaar nahi hai.Jin ke yaha madad mangna shirk hai. To allah tabarak o ta'la in khabis wahabio ke baare me kya khoob farmata hai:
"Jis par allah lanat karde uska
koi madadgaar nahi"..(surah nisa,ayt:52)
Subhan allah kya farmaan hai wahabio ke liye...isi liye to wahabi kisi se madad nahi mangte...
5) Hazrate Umare
Farooq Radiallahu Tabarak Taala Anh Ki
Ekk Laskare Jarrar Aapne NAHAVIND (Iraq k Qareeb) Rawana Farmaya Aur Us k Siphe Sallar Hazrate Sariya Ko Banaya Jab
Lashkar Jung Me Masroof Huwa To Ekk Jagah Musrikeen Ki Zaad Me AaGaya Yaha Madeena Taeeba Me Juma Ka Din Aaen Khutbe K Dauraan Hi Awaaz Dii Hazrate Umare Farooq Ne
Kaha
"YA SARIYA AL JABAL"
AAE SARIYA PAHAD KI TARAF HO JAO...Kyu K Aap Waha Ka Musaheda Dekh Rahe The.
📚Misqat Sharif 542 ★Dallaelun Naboovah 6/370 ★Tarikhul Khulfa
125★Essaba 11/234
Khutbe K Bad Hazrate Abdul Rahman Bin Aauf Ne Pucha Yeh Awaz Dene Ki Kya Vajah Thi To Hazrate Umare Farooq Ne Irsad Farmaya K Maine Dekha K
Musrikeen Hamare Bhaiyo Ko Shikasth Dene K Qareeb Hai Aur Musrikeen Ne Age Peeche Se Gher Liya Hai To Maine Yaha Se Awaz Dekar Huqm Diya K Pahad K Damman Me Chale Jao!
Pahad K Daman Me Chale Jao! Aur Ess Se Lashkar Bach Gaya Laakar K Vapasi K Ba-ad Lashkar Me K Sahaba Ne Bataya K Ham Qareebe Shikast The K Hazrate Umar Ki Aawaz Ne
Hame Bacha Liya Aur Ham Pahad K Qareeb Ho Gaye Aur Waha Se Jung Me Fateh Yaab Huwee
📒Dallaelun Naboovah 6/380
📘Tarikhul Khulfa 125
Radiallahu Tabarak Taala
Alyhim Ajmaeen
Ab Yaha Par Kaee Karamate Sabit Huwe
Ettne Door Tak Mushaheda Karna Aur Pure Hijabat Ka Utt Jana
Apni Aawaz Ko Waha Tak Pahuchana
Waha Maujood Sahaba
E Kiram ka Woh Aawaz Sunn-Na
Aap Ki Aawaz O Nashihat k Barkath Se Fateh Hasil Hona.
JAB HAZRAT E UMAR FAROOQ RAZIALLAHU ANHO KU YE SHAN HAI KE MILO DOOR SE MADAD
FARMATE HAIN TO KYA MERE MAULA ALI RAZIALLAHU ANHO KI YE SHAN NAHI HO SAKTI KE MILOŃ DOOR SE HAMARI KASHTI PAAR LAGA DEŃ
Khakpa-E-MOHADDIS-E-KABEER Faiz Ahmad Ziyai Amjadi Razvi Qadri.

Mashallah SubhanAllah !!! Jazak allah Khair. Moula Apko Sehath E kmila ata faraye. Apki Ki pareshouni o door farmaye Apko deen duniya Aur Aqirath main Kamiyabhi Ata farmaye. Ameen Bijye Sayadur Mursaleem Nabi e kareem Summa Ameen
ReplyDeleteKafi Behatthareen Explain kiya Apne. Isse kaam e jude huwe sare logo ki Moula Habeeb ke Sadqe beda paar lagaye.
ReplyDeleteAgr intni mehnat ki he to zra or mehnat kr k urdu me likh dete
ReplyDelete